Jindagi ko toofaan hai is tereh se gherre
kinare toh dikte hain par ghere hai andhere
kinare toh dikte hain par ghere hai andhere
leke ek sahara chal padhe they lakin
beach bhawar vo chhod kar chale hain
beach bhawar vo chhod kar chale hain
toota hai vishwas,ab na karenge kisi par
leke yeh gham duniya se hum chale hain
Jhante hain hum,kishtiyon ko milte nahi kinare
ek hum hi nahi bhawar main aur bhi padhe hain
Kis ko dhain aawaaz jab shabd hi narahe
intezar hai us gadi ka jab saans hi na rahe
Jaate hue ko awaaz gar vo de dete
hum ek maut toh kya sav maut chhod dete

नीरा ,
ReplyDeleteमैं कैसे तुमको भूल सकती हूँ भला .... आज तुमको अपने ब्लॉग पर देख स्तंभित सी थी , मुझे तो लगा था कि इस नाचीज़ को तुमने भुला दिया होगा ... खैर यही रिश्ते हैं जो चलते रहते हैं ... कुछ कभी सुप्तावस्था मेन आ जाते हैं पर दिल मेन रहते हैं .... बहुत अच्छा लगा तुमको अपने ब्लॉग आर देख कर .... यूं ही याद कर लिया करो :):)
Jhante hain hum,kishtiyon ko milte nahi kinare
ek hum hi nahi bhawar main aur bhi padhe hain
बहुत खूबसूरत ग़ज़ल॰