Kahin andheri raat mein bacha rota hai
Aurat roti hai koi aziz marta hai
Kahin andheri raat mein rooh roti hai
Kahin raat mein insaniyat marti hai
Insaan agwah hote hain maare jate hain
Kahin raat mein haqeekat zinda rahti hai
Kaise log marte hain koi awaaz nahi
Kahin raat mein akelapan panapta hai
Kahi andheri raat mein vo akeli marti hai
Kahin aisi raat mein dulhan tadapti hai
Darwaje par diye jalye ghariyan ginti hai
Kahin aisi raat mein.Vo roshni dhoonti hai.
nira

raat ne roshni dhoondna hi to asal kavita hai....mubark....amarjeet kaunke@yahoo.co.in
ReplyDeleteamarjit ji
ReplyDeletenamaste,
shukriya aapko pasand aayi rachna,
yunhi aate rahiyega.
nira