Aaj yeh kis ki doli sazzi hai.
Kiski piya se milne ki gadhi hai.
Har taraf hai roshni bikhri huyi
Har taraf khushiyan chhayi huyi hai.
Dulhan solaa shingar kiye hai.
Dulha bhi kuch kam nahi hai.
Aate jate baratiyon mein
Khane ki bhi kami nahi hai.
Fairon ke hote hi beti ho jati parayi hai
Babul se milne ankh Usski bhar aayi hai
Doli mein bitha kar bhai ka farz adaa huya Hai
Angan chod kar apna kaun Aaj vidda huyi hai.

No comments:
Post a Comment