Monday, October 07, 2013

apno ka dard

Jab apna hi koi peeth par waar kar jata hai
Dil ka dard ankhon mein nazaar aata hai
khota hai vishwas, toot.ta hai bhram apno ka
Sagar banker ashk, ankhon se utar jata hai